Saturday, 3 May 2014

Condom Jokes for Whatsapp 99

Evolution of MAN: Without Shadi SPIDER MAN,,, Shadi ke waqt SUPERMAN,,, Shadi ke baad GENTLEMAN,,, Aur BIWI Khubsurat ho to saari umar WATCHMAN.



Machar ne eik aadmi ko din main kaat liya Aadmi: tum to raat main kaat-te ho din main kyun kaata? Machar: ghar k halaat kharab hain, “overtime laga raha hoon.”



Kid: Aunty Mummy Nay cheeni Maangi Hai Aunty: cheeni Detay Huway,Acha Aur kya kaha Mummy Nay? Kid: Ager Wo kameeni Na Day, Tou Pinky Aunty say Lay Aana



1 sardar ko chand par bhejne kaa failsa hua. aadhe raste jakar sardar rocket se kood gaya or chillaya dhokha ! Kamino Saalo ! Aaj to amawasya hai, chand to hoga hi nahi….



Santa court mein judge se: Aaj tak meri itni insult nahi hui, meri nai padson ne mujhe nahate hue dekh lia he! Judge: to tum kya chahte ho? Santa: Badla.



Previous






from whatsappjokes.im http://ift.tt/1fFRj9n

via IFTTT

No comments:

Post a Comment