Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, . Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nind main bhi hum aapka naam lia kertay hain.
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum, Ankhon mein aansu hai ya udas hai ham, Kaise kahain k kaisey hain ham, Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai ham.
Kitna bhi chaho na bhool pao ge Hamain, Jitna dur jao nazdik pao ge Hamain, Mita sakte ho to mita do yadain meri, Magar kya sapno se juda kar pao ge Hamain.
Yado se judkr yad aate ho ap, Yad aakr yad ban jate ho ap . Yaado hi yaado me hr jagah nazar aate ho ap, Kyu yado ko b yadgar ban jate ho aap.
Har aahat ehsas hamara Dilaegi, har hawa qissa hamara sunaegi, Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me, na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi. I miss u, do u?
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/1d5oj3I
via IFTTT
No comments:
Post a Comment