Kitni Aasani Se Wo Thukra Gaye Muze, Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Muze, Kaisa Ye Pyar, Kaisa Fareb Tha, Manzil Dikha k Jo Rah Se Bhatka Gaye Muze..?
Har phool ki ajab kahani hai, Chup rehna bhi pyar ki nishani hai, Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai, Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi uske paas hai.
Is jahan me mohabbat kash na hoti, To safar-e-zindagi me mithas na hoti! Agar milti BEWAFA ko sazae maut, To diwano ki kabre yu udas na hoti!!
Apnapan sikha k juda ho Gaye. Na socha N samjha Khafa ho Gaye. Duniya me 1 baar hmne kisi ko apna kahato. Vo Bhi logo ki bato me akar bewafa ho Gaye.
Tu kya jane kya hai tanhai, is tute hue Dil se puch kya hai judai, Bewfai ka ilzam na de zalim, is waqt se puch kis waqt teri yaad nahi aai.
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/1dogNRD
via IFTTT
No comments:
Post a Comment