Armaan mere raiza raiza hogaye hain, Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne, Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye ga, Dil is tarah say aaj jalaya hai kisi ne,
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
Jab mujhe laga ki mai unhe kho raha hu, aisa laga ke maut ke aagosh mai so raha hu. na hojaye unki bewfai mashur yaro, Unki yad mai mai kabr mai ro raha hu. miss you forever.
Lehre kinare se aa kar palat jati hai aapki yaad dil me aakar simat jati hai farak sirf itna hai, lehre bewaqt aati hai aapki yaad har waqt aati hai..
Badi koshish k bad use bhula diya, Uski yadon ko sine mita diya. 1 din fir uska paigam aya, Likha tha mujhe bhul jao, Aur mujhe bula hua har lamha yad agaya.
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/1gOUJE1
via IFTTT
No comments:
Post a Comment