Jab dil tut ta hai toh aawaz nahi aati, Muhabbat har kis ko raas nahi aati, Ye to apni apni baat hai yaaro koi kisiko bhula nahi pata, Aur kisi kisi ko yaad nahi aata
Dil ne tera pyar per majbur mujh ko kardiya Is jaha ki har khushi se dur mujh ko kardiya Jis qadar chaha tha dil ne pass tere aane ko Is qadar dunya ne tujh ko mujh se dur kardiya..
Jagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke Rulaaya unhone aisa ke sabke saamne ro bhi na sakke Jaane kya baat thi unn mein…. Jabse maana unhe apna tabsekisi ke ho na sake…
Hamein yun hi apni saanson me basa kar rakhna, apne dil k ek kone me basa k rakhna. Pyaar karo na karo hamse aap tut kar, bas apne hothon me mera naam yun hi saza kar rakhna…
Rishta banaya hai to nibhayenge, Har pal aapko hasayenge-satayenge, Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki, Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge….
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/Nc0SzW
via IFTTT
No comments:
Post a Comment