Dialouge:_ Daulat itni daulatmand nhi ki wo kisi ka sachcha pyar khareed sake. By GIRJESH verma
Valentine ke din chod kar jaana, Achcha nahin youn pyaar nibhana, Maan karta hai tod du tumharitaangain, Par dekh nahin sakte tumhain baisakhi pe…
Koi kehta hai pyaar nasha ban jata hai…. Koi kehta hai pyaar saza ban jata hai…. Par pyaar karo agar sachche dil se…. To wo pyaar hi jine ka waja ban jata hai..!!
Na Jaane Kab Yeh Doori Kam Hogi, Aur Hamari Apse Mulakat Hogi, Woh Din Aaya Nahin Raat Ho Gayi, Poori Duniya So Gayi Aur Hamein Neend Na Aayi…
Shayad unki ada hai ye jo hardin hume tadpate hain wo Kabi kisi to kabhi kisi bahane se hume satate hain wo, Na jane kya milta hai unhe jo humpe yeh sitam dhate hain wo Chain hi nahi milta unhe jab tak hume rulate nahi hain wo.
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/1bdADne
via IFTTT
No comments:
Post a Comment