Apni to mohabbat ki itni kahanihai, Tooti hui kashti or thera hua pani hai, Ek phool kitabon may dam tor chuka hai, Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…
Na ishq kar mare yaar yeh ladkiya bahut satati hai, na karna in par aitbaar yah kharcha bahut karwati hai,, recharge tum karwa ke dete ho aur number mera lagati hai …
Dard aapke intezar ka hum chup chap sehte hain Kyunki aap har pal hamare dil mein rehte hain Na jane hume nind aayegi bhi ke nahi lakin Aap thik se so sako isliye aapko Good Night kehte hain…
Sona chahta hun per neend nahi aati hai, Badal badal ke karwate yunhi raat guzar jati hai, Kar bhi pyaar ka izhar ya jaane jigar, Akhir kyon tu mujhe itna tadpati hai…
Mahal teri umeed ka dhahne nahi diya, Gum zdaa hu main kisi ko kahne nahi diya, Nao ho yakin to puchlo in aanhko se, Ek aansu bhi in aankho se bahne nahi diya…
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/1kjk8bY
via IFTTT
No comments:
Post a Comment