Tuesday, 4 February 2014

Drunk Jokes for Whatsapp 120

Kahin dubte ko, thamne ke liye sahare ka haat chahiye! Kahin ishq me mayuus ko, kisi kaypyar ki sougaat chahiye! Par dosto hame kuch aur mile na mile, lekin, Hame unki dosti ka umer bhar saath chahiye… Yun to kitne aaye guzar gaye is zindagi me,par na jaane kyun!, In kaano ko sirf unhi kay alfaaz chahiye!, Dekhti to hame besumaar nigaheinhai, Par hame to unki aankho ka wo shararti andaaz chahiye, Yun to wo hamse bohot durr hai… Par hame sirf unki ek choti si mulakaat chahiye.



main dhoubh jaoun teri ein jheel sii gahri ankho ma phir apni barbadi ka Eilzam teray nam kar doun main apni Rouh ko teray Wajod mai bhar doun phir apni zaat apna har payam teray naam kar doun tou mojhay mouhubat ka aghaz day sanam main apnay payar ka anjam teray naam kar doun mouhobatoun kay qaseeday likhoun teri sana mai hazaron payar kay paygham teray naam kar doun hou jis ka zikar mouhubaat kii har kahani mai eik aysa payar ka paygham teray naam kar doun



muhabbat phool hoti hay, muhabbat zehr hooti hay, muhabbat boond bhar paani, muhabbat dhaar hooti hay, muhabbat dushman e jaan bhi, muhabbat yaar hooti hay, muhabbat jeet bhi shayad, muhabbat haar hooti hay, muhabbat takht hoti hay, muhabbat daar hooti hay,kabhi aisay bhi hoota hay, muhabbat paas dikhti hay, magar uss paar hooti hay…



BUS TUJHAY CHAHATA HOON Kaskool jesay Hathon main teray Pyar ke bheak chahta hoon teray Husn ki Pooja karna tujhay apna Khuda manta hoon tu Chand nahie na hay koye Phol tujhay in jesa main chahata hoon meri Garibi na dekh.. dekh mera pyar tujhay sab say ziyada chahata hoon tum ko mil jayega hum say achha teray jesa bus eik Sanam chahta hoon jo mil jaye saray rah mujhay tu tujh ko Eik Pal Dekhna chahta hoon Mar gaya to kya huwa Apni Kabr teray Baraber chahta



“Intention kitna bhi achha ho, Duniya presentation dekhti hai. Aur Presentation kitna bhi achha ho… Uparwala intention dekhata he..” samir



Previous






from whatsappjokes.im http://ift.tt/1apCDrO

via IFTTT

No comments:

Post a Comment