Milna hai tu khud aa k mil Na bhej in band tehreer’on ko Ye to such hai k tasalli ka imkaan hoti hain lekin mujhy nahi pehenna in zanjeer’on ko Kyun har baat ko muqaddar per taal rakhta hai na laaya kar beech mein peeron ko Marna tha to khud hi ek roz kah dety Kia zarurat thi ye kehny ki aankhon k teer’on ko Bus karo in zulm’on ki inteha kahin aisa na ho Ik roz bedaar kar de ‘Gul’ k zameer’on ko.
Tu ne wish card bhej kar mujh ko Yaad kitny dila diye mosam Mery bahar badal diya manzer Mery ander saja diye mosam Farq baqi nahi rakha tu ne Mosamo’n mein mila diye mosam Sochta houn k apni furqat mein Tu ne kaisy bana diye mosam Bacho’n jesi thi teri zid jana’n Tu ne yunhi ganwa diye mosam Mom bati na thi k pal bhar mein Phoonk mari aur bujha diye mosam. . !
Aaj bhi unka sarmana yad hai, gabrake meri baho se lipat jana yad hai. Wo hi to ab sab bhula bethe, tanha akele me rona unka yad hai.
Koi pyar kehta hai koi mohabbat kehta hai, Kuch log bandagi kehte hain… Magar jinke saath hum dosti karte hain, Unhe hum apni zindagi kehte hain…
Shaam ki tanhai mein kho na jana, Kisi ki masti mein doob na jana, Milegi zarur kal manzil tumhe, Apni maanzil ko paakar is dost ko bhul na jana…..
Previous
from whatsappjokes.im http://whatsappjokes.im/bar-jokes-for-whatsapp-141/?utm_source=rss&utm_medium=rss&utm_campaign=bar-jokes-for-whatsapp-141
via IFTTT
No comments:
Post a Comment