Jhuki nazron se ikrar mat krna, Nazre utha kr inkar mat krna, Raat bhar tarapte ho kisi ki yadon me, Or dosron ko kehte ho kisi se pyar na krna??.!!
Zindgi ek chahat ka silsila hai, ko? k?s? se mil jata ha? to ko? kis? se bichad jata hai, jise hum mangten hai apni dua may, wo kis? ko bina mange mil jata hai
Dil bnane wale ne dil kaanch ka bnaya hota, Torne wale k haath pe zakhm to aaya hota, Jab b dekhte apne hath ko wo, Unhen hmara khayal to aaya hota.
Tha koi jo mere dil ko zakham dy geya, Zindgi bhar jeeny ki Qasam dy geya, Lakhon phoolon me sy ek phool chuna tha main ny, Jo kanton sy b gehra zakham dey geya.
Ae nadan dil rotay nahi hai, Kuch apnay ho k bhi pas hotay nahi hai, Zara say fasly per udasi kaisi? Dil ma basny wale kabhi door hotay nahi hai,
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/MRnJA6
via IFTTT
No comments:
Post a Comment