Rakh hausla wo manzar b aayga. Pyase k pas chal k samandar b aayga. Thak kr na beth e manzil k musafir. Manzil b milegi aur milne ka maza b aayga.,.
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha, Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat hai aap mein, Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…
Tujhi ko apne Dil Me Basaya Or Bsaya Kuch B Nahi, Jidhar Dekha udher Tu Hi Nazar aya, or Nazar aya Kuch B Nahi, Dunia walo Ne be-waja Badnaam kr dia, MainNe bus Tera Dil Churaya, or Churaya Kuch B Nahi, Bus Ek Tujhi ko Nahi khona Chahte the Hum Lekin, Hum Ne bus Tujhi ko Ganwaya, or Ganwaya Kuch B Nahi, Wo Jis ko Yad kiye Beghair Sote Nhi theyHum, Us Ne bass Hamein Hi Bhulaya, or Bhulaya Kuch B Nahi….
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha, Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat hai aap mein, Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna lagne laga hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye…
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/1lYPfb2
via IFTTT
No comments:
Post a Comment