Thursday, 6 March 2014

Political Jokes for Whatsapp 22

Aasman ki kali ghata chai hai.Aaj phir v princpal se mar khai hai.sab kehete hai beta sudhar ja par mera galti nehin hai.madam aaj v katrina kaif banke aai hai.



Wo Rooth Jaati Hai Aksar Shikwa Kiye Bagair .. ! Hum Bhi Toh Seh Jaate Hain Shikayat Kiye Bagair ..!! Tu Kitna Nadan Hai Udaas .. !! Itna Toh Soch Le.. Jannat KabMilti Hai Ibaadat Kiye Bagair..!!



Lamhe judai ke bekarar kartehain, Halaat mere mujhe lachaar karte hain. Aankhe meri padh lein wo kabhi, Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain……… Dard



Palkon me aansu aur dil me dard soya h, Hassne wale ko kya pata rone wala kitna roya h. Yeh to bass wahi jaan sakte h jinhone,, Zindagi me kisi ko paane se pehle khoya h……



♥ Naraaz Na Ho Humse Hum Na Reh Payenge ♥ Itna Bada Sadma Na Seh Payenge ♥ Deti Hai Gumm Zindagi PaL PaL Hume ♥ ToOne Diya To Jeene Se PehLe Hi Mar Jayenge



Previous






from whatsappjokes.im http://ift.tt/1e6lwHQ

via IFTTT

No comments:

Post a Comment