Woh jis ke shaaney* pe hath rakh ke safar kiya tu ne manzilon ka, Teri gali se najane kyon aaj sir jhukaaye guzar geya woh…
Lo main aankhain band kar leti hoon, ab tum rukhsat ho, Dil to jaaney kya kehta hai, lekin ka kehna kyaa!
Maine chaha tha smaitoon aik bikhrey shakhss ko, Kitne tukrron mein najane zaat meri batt* gayi..
Woh jo bachpan main hi lagta hai koi jadugar, Kya sitam dhaaye ga jab us pe jawaani ho gi..
Woh mazaa diya tarrap ne ke yeh arzoo hai ya rab, Mere dono pehluu main dil-e- beqaraar hotaa..
Previous
from whatsappjokes.im http://ift.tt/Kc2Y0E
via IFTTT
No comments:
Post a Comment